Miracle Morning Book In Hindi Download

DownloadMiracle

Hal Elrod – The Miracle Morning Audio Book Download. I assume more plainly and also calmly and take steps on a daily basis to make things happen. I have actually read and also created on a much more constant basis than ever in my life which continues to serve in important means. The Miracle Morning by Hal Elrod - Summary by Niklas Goeke After being in a car crash and declared clinically dead for 6 minutes, Hal Elrod spent 6 weeks in a coma, before he wake up. The doctors told him he would never walk again.

Miracle Morning 6 Habit Hindi

The Miracle Morning 6 Habit

Miracle Morning Book Club Questions

To dosto jaisa ki maine aapko bataya tha The Miracle Morning Book ke Baare me Aur usame author ne apne life ke baare me bataya hai ki kis tarah unhone apne life me aane wali badi paresaniyo se paar paya to aisa vah kaise kar paye isake liye unke dwara bataye gaye 6 Morning habit ko batane ja raha hu.

Aap in 6 Morning habit ko apne life me bhi apply karke bada badlav dekh sakte hai isi vajah se author ne book ka naam bhi miracle morning rakha hai jisaka matlab hai chamatkari subah to chaliye jante hai ki vah 6 morning habit kya hai.

6 Morning Habit – SAVERS

MorningHindi

The Miracle Morning Free Download

To Author ne in 6 morning habit ko Savers Ka naam diya hai jisame isake speling S A V E R S sabhi ka ek matlab hai to chaliye dekhte hai.

1 – SILENCE

Silence se author ka matlab hai prayer yoga ya meditation kyoky bahut se log subah uthate hai aur news paper social sites vagairah padhkar apna dimag khrab kar lete jabki success full people Aisa nahi karte wo ku samay ke liye sant hokar meditation , yoga ya prathna karte hai jo ki unke brain ko relax rakhte huye ek achhe din ki suruat karne deta hai.

Miracle Morning 6 Habit Hindi

2 – AFFIRMATION

Jyda kuchh nahi affirmation sirm ek tarah ka positive statement hota hai jisame koi apne dimag me yah baat baar baar dohrakar use apne subconciuse mind tak pahuchata hai aur har success full vyakti ise jaane anjane me istemal karta hi hai.

3 – VISUALISATION

Yah affirmation se milta julta hai isaka matlab hota hai apne dimag me uss chij ki chhavi banana jise aap pana chahte hai aur aisa karke aap uss chij ko aastitva me la rahe hote hai aur vah chij ek din aapke vastvik jiva me hoti hai. to author ka kahana hai ki har success full people uss chij ki apne dimag me chhavi banata hai jise vah pana chahta hai.

4 – EXECISE

Author Exercise ko bhi iss habit me batate hai ki koi jaruri nahi ki ham ghanto zim jakar hi exercise kar sakte hai bas subah uthkar kuchh minut ki exercise bhi hamare energy level ko badha deti hai yah proper hamre dimag me oxizen ko rilij karta hai hamare thinking level ko clear karta hai aur bhi bahut kuchh.

5 – READING

Iss Habit ko to mai bhi best manta hu ek exercise dusra reading agar aap sabhi na kar paye to yah do to karne hi chahiye to reading habit se author ka mtlab yah nahi hai ki aap roj subah news paper lekar baith jaye aur bekar ki khabro me apna dimag kharab kare balki unka matlab hai koi aisi book padhe jo aapke self improvement me sahayak ho.

6 – SCRIBING

Iss chij ka matlab hai likhna matlab author batate hai ki aapko apne goals idea ko ek paper par likhna chahiye isase bahut bada effect padta hai kai billionairs bhi mante hai ki apne dream ya goals ko likhna bahut had tak fayademand hota hai yah aapke vission ko clear rakhta hai.

To aapko yah Article kaisa laga hame comment karke jarur bataye aur agar yah aapko pasand aaya to apne friends and family ke sath share karna na bhule.

Miracle Morning 6 Habit Hindi

Miracle Morning 6 Habit Hindi

Miracle

Miracle Morning Book In Hindi Download

Related